14th May 2008

Hathaan mein hath milake,

posted in SMS JOKES, humour |

Hathaan mein hath milake,
Hathaan mein hath milake,
angoothi churake uno chali gayi,
abhi galae milne ku aari,
kya karati ki kya ki…….

chay peenae ku aake,
chay peenae ku aake,
saucer churaake uno chali gayi,
abhi full meals ku aari,
kya karati ki kya ki…….

pehlichh mulaakat mein ,
pehlichh mulaakat mein ,
five star mein uno merkoo chunna lagai,
abhi date pe lekae jaao bolri,
kya karati ki kya ki…….
sagai-sagai bolkae,
sagai-sagai bolkae,
puri shopping karali,
abhi shaadi-shaadi bolri
kya karati ki kya ki…….

This entry was posted on Wednesday, May 14th, 2008 at 3:20 pm and is filed under SMS JOKES, humour. You can follow any responses to this entry through the RSS 2.0 feed. You can leave a response, or trackback from your own site.

Leave a Reply

You must be logged in to post a comment.

    100 Desi Topsites - Ranking Best Indian Pakistani Websites